Gusal Ka Tariqa simgesi

1.2 by Best Islamic Information


Dec 7, 2016

Gusal Ka Tariqa hakkında

Türkiye

gusal ka sehi trika maloom hona buhat zarore ha.good information for pepole.

You can learn how to perform Ghusul and Faraaiz and Massail of Ghusul are also given in this aap.

Its all free Gusal aur uske Faraiz se mutalik maloomat, Gusal aur iski makruhaat se mutalik aur Nabi Pak (SAW) ki Gusal se mutalik sunnaten bhi shamil hen. Ap perhen aur isk application ko auron tak ponchayen.

"Gusal Ka Tarika" written by DawateIslami Founder Sheikh e Tariqat Ameer e Ahle Sunnat Hazrat Allama Molana Abu Bilal Muhammad Ilyas Qadri Razavi.This app contains basic information regarding Gusal, Wazoo (Wazu) and their commandments in Islam. May these information be useful to our Muslim brothers, sisters and fellows and they share with their beloved ones too.

We have embedded features :

- Attractive Splash

- Urdu Pages

- Urdu Page Navigations

- Clear Images

- Zoom for view clarity

Ghusl karne ka saheeh aur masnoon tarika :-

1-Sub say pehlay sharamgah ko dho lijiay.

2-Phir apnay hath achchi tarah dho lijiay.

3-Phir aap naha lijiay or tasalli kar lijiay keh aap kay jisam par ab koi ghilazat baqi naheen.

4-Phir aap ghusal-e-janabat ki niyyat kijiay keh ³niyat karta/karti hoo¶n ghusal-e-janabat ki wajibqurbatan ilAllah´. (yaad rahay keh niyyat alfaz ki mohtaj naheen hoti).

5-Phir aap 3 martabah apnay hathon ko kalayon tak dhoyay.

6-Phir aap 3 baar kulli kijiay or halaq tak apnay munh ko saf kijiay.

7-Phir aap 3 baar naak ki naram haddi tak pani ko chulloo main bhar kar char¶haiay.

8-Phir aap apnay sar ko gardan tak is tarah dhoyay keh koi hissa khushk na rahay or sar mainunglion ki poron say balon ko pani daltay waqt is tarah jhasain keh sar kay bhi kisi hissay kaykhushk rehnay ka koi ehtamal baqi na rahay.

9-Phir aap apnay jisam ki (right side) par oopar say neechay tak is tarah pani daliay keh koi hissa bhikhushk naa rahay or pani (left side) ki taraf jata hooa neechay tak ja¶ay.

10-Aur aakhir main apnay jisam ki (left side) par oopar say neechay tak is tarah pani daliay keh koi bhihissa khushk na rahay or pani (right side) ki taraf jata hooa neechay tak ja¶ay.Jis jis ko bata sakte hian ye zaroor bataye.

Namaz ka tareeqa

Namaz parhne ka masnoon tareeqa

Proper method of offering your prayers

Namaz ko sahi kar sakte hia. Agar humare ya start ki teeno cheezay Gusal Wazu Namaz sahi ho ge to sub kuch theek ho ga or humare ibadat b theek ho ge. Ya hum sub Muslims ka FARAZ hia k hum ya khud b shekay or Dosrou ko b sekhay.

ALLAH hum sub ko as par amal karne ki tofeeq de, Ameen

Ramazan is a very special time for Muslims.

Ramazan Kiase Guzaren? Is an application which describe a-z how to spent this month what to do according to the principle of Islam and teaching from our holy prophet Muhammad(S.A.W).

. jis kay bagair ibadaat ka lutf aur sawab taqreeban zaya ho jata hay. is kay masail ko jaan lena hum subh ki zumadari hay. aam toar par ghusal kay masail har kisi ko maloom nahi hain. aur jin ko hain bhi woh bhi na mukammal.

is app mein un tamam baton ka zikar kia gaya hay. un tamam masail ki taraf tawajjah dilae gae hay k jin ki madad say hum paki aur napaki kay darmiyan farq daikh samaj sakte hain.

En son sürümde yeni olan 1.2

Last updated on Dec 7, 2016

more improve images and graphic.
new apk available

Çeviri Yükleniyor...

Ek UYGULAMA Bilgileri

En Son Sürüm

Güncelleme Gusal Ka Tariqa İste 1.2

Yükleyen

Nigar Haythem

Gereken Android sürümü

Android 2.3.2+

Daha Fazla Göster

Gusal Ka Tariqa Ekran görüntüleri

Yorum Yükleniyor...
Diller
Diller
Aranıyor...
APKPure'a abone olun
En iyi Android oyunlarının ve uygulamalarının ilk sürümüne, haberlerine ve rehberlerine ilk erişen kişi olun.
Hayır, teşekkürler
Üye olmak
Başarıyla abone oldu!
Şimdi APKPure'ye abone oldunuz.
APKPure'a abone olun
En iyi Android oyunlarının ve uygulamalarının ilk sürümüne, haberlerine ve rehberlerine ilk erişen kişi olun.
Hayır, teşekkürler
Üye olmak
Başarı!
Şimdi bültenimize abone oldunuz.